Aulad ka FOT Ya Miscarriage hone ka Wazifa,”Agar kisi ka baita(narina aulad) na ho to mian aur biwi aik din roza rakhain aur iftar k waqt ghusl karain aik bar surah e muzzammil pani par parh kar pi lain inshallah beta ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 287). . Update on dated 16-12-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).