ISTAKHARA KI ZAROORAT OR ISKA TAREQA

ISTAKHARA KI ZAROORAT OR ISKA TAREQA

Istikhara Ka Tareqa Say Sahe Jawab Hasil Karna
Istakhara ki haqeqat hay ka kise bhe niak or jaiz kam ka lie Allah ki traf rujo karna or iske maslehat main Allah talla say bazaria khaub daryaft karna hay, Istakharasay ap ise had tak maloomat hasil kar sakte hn ka kise kam ka karna behtar hay ya nhn matlab han ya na or baz okat mazed maloomat bhe Allah bata data han jise chahe jase chahe khas tor par kamil naik logon or Allah waloon ka istakhara ase hote han.
ISTAKHARA KI ZAROORAT OR ISKA TAREQA
Hazoor SAW nay farmay ka Allah say Sullah mashwara karna bazaria istakahra behtar hay or na karna bad baakhte or kam naseeni hay, ise sabab say behtar mamlat main istakhara karna boht acha hay jase karoobar safar shadi mangni ko mamla tay karna in tamam chezon ka lie istakhara karna behtar hay take bad ki pareshani or pashemani say bacha ja sake or Allah say behtar ki bat talb ki jaye

Isktakhra ka behtreen tareqa yeh hay ka phle ap 2 rakat namaz nfal ada Karain or iske bad sunat istakha ki dua parhain or bagir kise say bat kie soo jain InshAllah khuab main Allah apko sab ilqa kar day ga agr phle din kuch nazar na aye to 3-5 din lagatar istakhara dohrain InshAllah behtreen bat Allah apke dill main dal day ga ya dkha day ga.

ISTKHARA KI GALT GHARZ OR MALLOMAT
Bazz log guzishta waqiat or dillo ka hall jane ki garz say bhe istkhara karte han to ase ghrz rakhna shariat main sahe nhn hay or dillo ka hal Allah he janta hay is lie ase kam ka lie istakhara karna sahe nhn hay or na he guzishta waqiat ka bare main lain dain main iska faida hay behtar yeh hay ka jaiz or sharah ka mutabiq kamoon ka lie he isktkhra kia jaye.
ISTKHARA KA GALT TAREQA
Istakhara ka yeh tareqa nhn hay phle Irada kar lo or bad main istakhara karo, Istakhara ka matlab he yahe hay ka behtareen jawab jise amal main laya jaye to itminane kalb naseeb ho jaye. Is lie zarori hay ka yaqssoi or aik niat ho ka use pa qaim ho kar pukhta irada karne ka bad phr istakhara kia jaye to aik he taraf Qalb mail rahe.
ISTKHARA OR ISTSHARA OR MAQBOOL ISTKAHARA
Bazz istkahara boht he yaksoo hote han or ismain dill aik he taraf mail hota hay qalbe sakoon hota hy or niat aik he taraf hote hay ase amal main jab ap ko khuab ka zarya Allah bilkul wohe maloomat bata data hay jo ap jana chahte han to iska matlab hay ka yeh istkhara maqbol hay iske sath istashara bhe behtar hay yani jo chez ap ko bazaria khuab maloom hue hay uske bare main kise say mashwara kare lakin khuab na batye kun ka khuab ki tabeer kise Allah wale say lay jo Muabir ho or shariat ka ilm rakhta ho.
ISTIKHARA MAIN KHUAB KA NAA ANNA YA BHOOL NISYAN HONA
Bazz logon ka sath ase mamlat bhe pesh ate han ka woh bar bar istkhara karte han lakin koi khuab nhn ata ya woh rujo Allah say krte han or khte han ka jwab nhn ata to yad rahe ka jawab zaror ata hay lakin nisyani yani shayteen nisyan dal kar apko khuab bhula date han is lie zarori hay ka ap ka Qalb or zehan aik he tarf ho or jo bhe khuab aye usko sahe tor say yad rakhain or kise muabir say iske talber akhz karain. aksar okat jadoo ka shikar logon ka sath yeh masla hota hay kun ka unmain nisyan yani bhook jane ka marz zyada paya jata hay is lie woh koi bhe chez proper yad nhn rakh pate tabhe bhool jate han ka rat unhn khuab main kya ishara mila hay.
ISTIKAHRA KA ZARYA SAY CHOR KA PATA CHALANA
Baz log istikhara ka zarya say choor ka malaomm karte han to ase karna bilkul bhe sahe nhn hal awal chez to yeh ka jo khuab dkha ga woh tabeer ka mohataj hay or algharz yeh ka khud he aik he tarf soch ka kise ka bare main yaqeen man lana yeh bhe shariat main haram hay is lie zarori hay ka badgumane say bache or naik guman rakhe 2sre chez yeh hay ka khuab kabhe ata hay or kabhe nhn ata is lie dill main ilqah hue wi bat ya nafs main peda hona wala waswasa ya shak ismain fark karne amm shakhs ka lie asan chez nhn hay is lie behtar yahe hay ka hussne zan rakha jaye or jab tak apne ankh say zahre toor par na dkh lay yaqeen na kare.
KHUAB KI TABBER TALAB KARNA KUN ZARORI HAY
Hazoor SAW nay farmaya ka jab koi naikh khuab dkhe to chaye ka kise naik shakhs asy uske tabeer hasil kare or Hazoor SAW nay farmaya ka tabeer ki misal ase hay jase yeh parida ka munh main hote hay or jase he koi tabber data hay foran waqya ho jate hay is lei zarori hay ka kise Allah waly say iske tabeer talb kare or naik amal main sahe rah ka intakhab kar sake.

Iska ilawa agr ap ahbab ka koi swal ho to contact kar sakte han or kise bhe khuab ki tabeer jana chahte hon to rabta number pa bat ki ja sakte hay JazkAllah duaon main yad rakhain Allah mujhe bhe or apko bhe amal karne ki tofeq ata kare Ammen.

Leave a comment