Prayers

Prayers
Duaon ka zarya say ilaj mumkin hay or behtar tareqa yeh hay ka Allah ka name ko yad kia jaye jo har kisam ki bemari or pareshani ka hall hay, Allah TAlllah Quran pak main farmata hay ka jo mara zikar kare main uske hisfazat karta hn to ap is website main muktalif kisam ki duaon say faida utha sakta hay jo ka labels main mojod han.

Yad rhe ka koi bhe lamaba amal karne say phle rabta kar lana behtar hay kun ka kamil ki nigrane main kia jane wale amal ka zyada fwaid han or ise shatani tasruf kam ho jata hay, Jase ka Hazoor SAW nay farmya ka jamat ka sath zikar karo kun k jamat par Allah ka hath hota hay is lie koi bhe dua karne ya parhne say agr jamat ko tham lia jaye or kami ki igrane main dua ya wazifa ka mamol banaya jaye to iska zyada faida hay.

DUA MANZIL/AYAT RUQYAH
Quran main 33 ayat ase han jin ki fazeelat boht zyada hay, Quran hamre lie motabar tareeen kitab hay or jo Allah ka kalam ho woh to motbar hay lakin kuch Ayat ase han jo Allah nay khas moka par nazil farmail han or Hadess main bhe jinka hawal jat milta han ise trhan yeh 33 Ayat Ruqyah ya Manzil ka name say jane jate han, Buzurgane deen ka ismain tajarba raha hay ka yeh Ayat agr koi shakhs 1 dafa din main parh lay to har kisam ka jadoo jinat insan, hewank, jadoo, jinat ka shar say door rahe ga. Or Allah ki panah main rhe ga. yeh Ayat necha di gai han.

Agr ap kise bhe rohani masle ka shikar han to yeh dua apke lie boht muffed hay, Kun ka Kala Jadu ka asar ko zail karne ka lie bhe in Duaon ko parha jata hay, Behtar tareqa yeh hay ka ap is dua ko subha or sham 1 dafa parh kar pani dam kar ka pian InshAllah Allah apko har kisam ki afazat o bala say mehfoz farmyae Ameen.

Agr in Ayat ka parhne ka doran apka jisam bhare ho sare main dard ho jisam main suioon ka chubhna ghabrahat dam ghutna ya ase koi bhe masla ho to yeh jadoo ki amalat mains say hay to ase surat main rabta kar ka ijazat talb kar lain take kamil ki nigrane main rehte hue is dua ka wird karna boht behtar hay. Ise Allah shatan say apke hifazat farmyae ga InshAllah