Psand ki shadi K Liye Parents ko razi krny ka Powerful Wazifa or Easy amal

Psand ki shadi K Liye Parents ko razi krny ka Powerful Wazifa or Easy amal

mqdefaultPsand ki shadi K Liye Parents ko razi krny ka Powerful Wazifa or Easy amal,”

Psand ki shadi K Liye Parents ko razi krny ka Wazifa Easy amal “, Agar larka larki razi ho magar ghar wale razi na ho to ye amal kare Larka larki raat baad namaze isha 100 martaba is aayat ko parhkar sajde me dua mange awwal 11 baar durood shareef.

dono ye amal apne apne ghar me kare amal ki muddat 40 days he

Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti Wazaif or Amaliyat parhne me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe

3)Wuzu k saath parhe to behtar he.

4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.

6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he

Leave a comment