KALA JADU KYA HAI OR KALEY JADU KI PEHCHAN, Uncategorized

KALA JADU KYA HAI OR KALEY JADU KI PEHCHAN

Kala Jadu-Kala Jadu ke Pehchaan-Kala Jadu Ka Hal
Kala Jadu-Kala Jadu ke Pehchaan-Kala Jadu Ka Hal

Assalam o alaikum pyaare sathiyo hum mein se aksar ke zehan

Kala Jadu Kya Hai, Kala Jadu,

mein kabhi na kabhi yeh sawal aatey hain ke Kala Jadu Kya Hai Kaley Jadu Ki Pehchan kya hai ya iss jese or bohat se sawal roz hamein bohat kuch Sochne par majboor kar dete hain . Kaley jadu ki Pehchan kese ho. iss ki alaamat or iss se sharpen grain Nuqsanaat kya hain.

iss Post mein hum ne koshish ki hai ke aap ke Sab Sawalaat k tafseelan jawab diye jaayein. exceptionally iss barey main key Kala jadu ki Pehchan Kya hai ? or Kaley jadu ki alaamat kya hain ?

Kala Jadu Kya Hai ?

yahan hum aapko 1 baat btaa dein k Kala jaadu hamesha burai/burey kaam ya maqsad k tehat kiya jaata hai. iss ko Shaitaani taqato’n ki madad se kiya jaata hai. or then again iss ko sirf or sirf dusrey ko nuqsan pohanchaney k liye kiya jaata hai.

Aaj yahan Kala Jadu ki alamaat btaein gey jin se aap ko ptaa chal jaye ga k kyaa aap iss se mutasir hain ya nahi.

Kaley Jadu Ki Pehchan/Alamaat Kon si hain ?

1)

Ager kisi ne khawab main ghilazath/pakhana dekha ho ya pishab dekha ho ya apne aap ko ghusal khana main dekha hoo ya ghilazath us ka jisam par laga dekha garaz yeh k najis ko dekha ho khawab main

2)

Sar mein darad rehna ( yeh Dard aadhey yaa poorey sir ka bhi ho sakta hai.

3)

Porey jism (Body) main dard rehna . Yeh Dard Halka ya phir bohat Shadeed bhi ho sakta hai.

4)

Sex ki khawahish barrhna yani sex ki talab main zayatee hona . yaa gunah ki talab ka shadeed barh jana

5)

Kamar aur gurdo’n (Kidney) main dard rehna .

6)

Galeez paad ana,  yaani bohat Bad’bu daar aur zehrili Hawa ka jism se Kharij hona

7)

Jisam main aag mehsoos hona. yaani jism ka jalna ya uss mein tapish peda hona

8)

Poora jism garam rehna aur naak aur mu se garam hawa nikalna .

9)

Ankhein jalna aur lal rehna. ( Aankho’n mein be waja jalan rehna )

10)

Pishab aur pkhana baar baar ana . ( washroom baar baar  jana )

11)

Dil ka taiz Darakna. means Dil ki Darkan ka bagair kisi waja k taiz ho jaanaa

12 )

Saans mushkil se aana aur seena mein dard rehna .

13)

Chir chira ho jana . yaani mizaaj mein bine wajah ghussa wagaira ka aa jana

14)

Chehray (Face) jo hai kala ho jana jitna saket jado ho ga otna he chehra kala ho ga .

15) Pait mein darad rehna aur dast jesa pkhana karna yani terrible hazme walay .

16)

Chehra per danay nikalna. chehre Ki Khoobsurati mein kami aana yaani bagair kisi waja k chehrey pe kasrat se daano ka nikalna

17)

Chehra beronak ho jana ( chehra murjha jana, gori rangaat kaa maand parh jaana ) .

18)

Dil mein ghabrahat hona mean Dil ghabrana aur be-chaini si mehsoos karna.

19 )

Be-sakooni mehsoos karna bagair kisi waja ke ( bager kisi bemaari ya dawai k asar k ghabrahat hona.

20 )

Sab kuch behtar k ba-wajood na khush hona. yaa na umeed hona yaani ALLAH ka Shukar adaa na karna.

21)

Pait ka khaya piya gaeyab ho jaana yaani jo khaya tha woh aada yah 1 ghanta mein gaeyab phir bhook lagney aur  khana bar bar khana mean waqfe waqfey se noise mein kai baar khana

22)

Namaz se nafrat ho jaana aur ALLAH se nafrat karna aur bura bhala kehna. Dil mein yeh waswasa hota hai. aksar aisa Namaz yaa kisi bhi ibadat mein bhi ho jaataa hai.

23)

Galaa kharab rehna aur voice quality bhi yaani bagair kisi wajah k awaaz ka kharab ho jaana or galey ka beth jaana.

24)

Khawab mein darrna or ajeeb dara’una khawab dekhna kabhi makrri, kabhi Saanp, kabhi chipkali aur laal baigh. yaani ajeeb tarha k burey Khawab ( Dreams ) aana.

25)

Dil mein ajeeb se khoaf hona aur darr bhi. ( with no reason Darr or Khoaf ka Dil mein ghar kar lena )

26)

Jisam mein suiyaa’n chubna. yaa pins/needles ka jism mein Chubna mehsoos hona.

27)

Meida mein Dard rehna aur matli ki shikayat rehna.

28)

Kaahili aur Susti ho jana yaani nikamma ho jana or khoob sona dair tak. ( jisam mein Susti ka har waqt rehna or koi kaam karne ka Dil na chahna )

29)

Dimaag ka theek kaam nahi karna ( zehan ka kamzor ho jana ) kisi cheez ka jaga per rakha kar bhool jana aur phir baad mein doondte rehna. yadasht ka kamzoor ho jana, paisa ke len dein mein paisa zyada de dena

30)

Apne ap se Nafrat karna ( Khud ko har waqt kostey rehna, khud ko maarney ka Dil chahna ).

31)

Aankho’n ke samney Blue ya Pink shading ke dabbey Nazar aana ya phir lines nazar ana ajeeb se.

32)

Bila-waja ki zyada thakan hona mean kisi kam k kiye bina hello there Thak jaana.

33)

Quran parrney se ya sun’ney se jisam mein dard ya takleef hona mean wese tou theek rehna par Tilawat e Quran karne lago ya suno tou jism ka dukhna, jism mein Dard hona.

34)

Seenay mein jalan or taizabiyat hona yeh kisi Beemari ki waja se bhi ho sakti hai kiun k Jadoo ki Waja se Yeh bohat kam hoti.

35)

Baar baar ehtalaam hona mard ko yaani roz Kapro’n ka Na-pak ho jaana.

36)

Jism ki ragein khichna ya jism ka pharakna ya tarrapna.

37)

Haath paer  sunn ho jaana mean Haath paao’n ka So jaana.

38)

Sar mein daaney nikalna. garmiyo’n mein yeh Garmi ki waja se bhi nikal saktey however aisa bohat kamm hota.

39)

Peshab mein bohat taiz awful boo aana yaani k Peshab mein se bohat buri smell aana.

40)

Paa-khana bohat ziada awful buu daar ana

41) Jism main sardi lagna ( jab k Sardi ka mosam na bhi ho phir bhi Sardi lagna )

42)

Pairo’n mein dard rehna woh bhi bila waja.

43) Khawab mein kutta dekhna aur murdey dekhna or bichho. yaa dusrey muzi janwar.

44)

Jism ka  sookhtey jaana, wazn mein kami aana aur Rang ka maand parr jana.

45)

Dawa aur medicines  asar na karna yaa phir kabhi  drug asar kartey hain aur uss ke baad wohi pharmaceutical nuksan pohanchatey hain yaa phir shuru mein faida hota hai uss ke baad nahi hota. means baad mein dawa asar  nahi karti.

46)

Zinah dekhna khawab mein khawab mein larki or larka ko s3x kartey huwey dekhna yaa nanga dekhna

47)

Jism bhaari hona ya sir bhaara ya kandha bhari hona. Har jadoo ki takleef ki pehchaan alag hoti hai jaisa jaadu kiya hota hai uss ki waisi toh pehchan hoti hai lekin bohat se aise alaamat bhi hoti hain jo meine uper likhi hain .

Yeh jaadu’gar ke ooper hai ke woh bandey ko kon si takleef dena chahta hai.

For Instance: maan lein ke aap ko woh Sakhat Beemar karna chahey ya yeh chahey k aap ka Shadeed Mishap ho jaye ya aap ko kisi kism ka maali Nuqsaan ( monetary emergency ) hoon ya aap ki tang ya Bazu toot jaye yeh Sub uss ki Soch per munhasir hai

Q k yeh woh jesa chahey ga karey ga.

Kaley Jadu Ka Torr

* 40 din aap apne Ghar mein roz Subha Surah Al-baqarah ki tilawat download kar k rakh lein and woh roz aap subha ghar mein chalaya karein.

In sha ALLAH iss amal ki barkat se aap jadu and dusre buri taqaton se  mehfooz raho gey.

Umeed hai mein ne iss mazmoon mein aap ki bohat rehnumai ki hai or aap ko iss ke baad bhi kisi qisam ka koi sawal zehan mein ho tou aap Email se rabta kar k  pooch saktey hain.

yeh post aap doosron ko zaroor bhej dena.

Email : wazifafordua@gmail.com

Facebook : www.facebook.com/ALLPROBLEMSEASYSOLUTIONS

Website : https://wazifaformohabbat.wordpress.com/

Mohabat ka Amliyat ki Shart ka Pura na Hona

Mohabat ka Amliyat ki Shart ka Pura na Hona

Asalam o Alikum,
Aksar log mohabat ka amilyat karte han lakin ise faida hasil nhn kar pate agr ham bazaar mian mojod different books dakhain amliyat ka hawala say to hamain both sare books main say mohabat hub or taskher ka amliyat milte han lakin jab koi shakhs unk karne ki koshsh karta hay to kamyabi hasil nhn kar pata is ka pecha chand chezain ase han jin ke traf apka dehan nhn jata jiseke wajah say yeh amilyat mukamal nhn hote or na he kise par taskher ya hub ka amal kam karta hay.
Aksar kitabon main dia gaye amilya na mukamal hote hay or kamil buzurgane deen in main kuch chezain poshida kar date han or kuch jagah par zabar zer main tabdele kar date han ya phr amal ka kuch hisa skip kar date han jise koi kamil usatad sheikh ya Rahab Allah he dkh ka pehchan sakta hay ka is amal main kia chez kam or kia chez zayda hay is trhan kamin bashe or kuch jagah par kuch haroof barh kar likh dane say who amal khas to rehta hay lakin awam use faida hasil nhn kar pate is lie both say log jo in Amliyat main kamyab nhn ho pata us ka raz yahe hay.

Quran Majeed ki ayat say mohabat ka Amliyat karna
Aksar asa dkhne main aya hay ka bazaar main mojod kitabon main ase amliyat bhe hote hay jo Quran ki ayat ko joor toor kar ka likhe jate han yeh aik galt tareqa hay or Quran hamare hidayat ka lie utara gya hay na ka in mohabat ka amliyat main istamal karne ka lie. Quran main rado badal karna kufar ka kam hay to is lie satan or kufar ka kam ko karna ki koi acha amal hay or jab ap Allah ka kalam main tabdele karte han to ap ka madadgar Allah nay satan hota hay is lie koshsh karain ka ase amilyat na karain kun ka Quran ki bht izat or takreem hay is lie iske azmat ka khayal rakhain. Or jo kam Allah ko pasand nhn to ap us kam main kase kamyab ho sakte han.
Mohabat ka Amliyat ki Shart ka Pura na Hona

Mohabat Hub or Taskher ka amilyat main both sare share sharait hote han is trahan jagah din waqt ka tayun karna yeh bhe zarori hota hay or yeh chezain sirf kamil ilm rakhne wala RahbuAllah he janta hay ka kise waqt mian konsa amal kia jaye to ise faida ho ga ya iska asar kis had tak ho sakta hay. Is trhan amm awam kun ka ise chez say waqfiat nhn rakhte is lie jab who is ilm ko pura jante nhn to ise faida bhe pura hasil nhn kar pate is lie both sare mohabat ka amilyat na kam ho jate han. Kun ka usmain sharait rukh chiragh wagera yeh sab chezon ka logon ko ilm nhn hota to who us taqat say amal mukamal he nhn kar pate.