Mohabat ka Amliyat ki Shart ka Pura na Hona

Mohabat ka Amliyat ki Shart ka Pura na Hona

Asalam o Alikum,
Aksar log mohabat ka amilyat karte han lakin ise faida hasil nhn kar pate agr ham bazaar mian mojod different books dakhain amliyat ka hawala say to hamain both sare books main say mohabat hub or taskher ka amliyat milte han lakin jab koi shakhs unk karne ki koshsh karta hay to kamyabi hasil nhn kar pata is ka pecha chand chezain ase han jin ke traf apka dehan nhn jata jiseke wajah say yeh amilyat mukamal nhn hote or na he kise par taskher ya hub ka amal kam karta hay.
Aksar kitabon main dia gaye amilya na mukamal hote hay or kamil buzurgane deen in main kuch chezain poshida kar date han or kuch jagah par zabar zer main tabdele kar date han ya phr amal ka kuch hisa skip kar date han jise koi kamil usatad sheikh ya Rahab Allah he dkh ka pehchan sakta hay ka is amal main kia chez kam or kia chez zayda hay is trhan kamin bashe or kuch jagah par kuch haroof barh kar likh dane say who amal khas to rehta hay lakin awam use faida hasil nhn kar pate is lie both say log jo in Amliyat main kamyab nhn ho pata us ka raz yahe hay.

Quran Majeed ki ayat say mohabat ka Amliyat karna
Aksar asa dkhne main aya hay ka bazaar main mojod kitabon main ase amliyat bhe hote hay jo Quran ki ayat ko joor toor kar ka likhe jate han yeh aik galt tareqa hay or Quran hamare hidayat ka lie utara gya hay na ka in mohabat ka amliyat main istamal karne ka lie. Quran main rado badal karna kufar ka kam hay to is lie satan or kufar ka kam ko karna ki koi acha amal hay or jab ap Allah ka kalam main tabdele karte han to ap ka madadgar Allah nay satan hota hay is lie koshsh karain ka ase amilyat na karain kun ka Quran ki bht izat or takreem hay is lie iske azmat ka khayal rakhain. Or jo kam Allah ko pasand nhn to ap us kam main kase kamyab ho sakte han.
Mohabat ka Amliyat ki Shart ka Pura na Hona

Mohabat Hub or Taskher ka amilyat main both sare share sharait hote han is trahan jagah din waqt ka tayun karna yeh bhe zarori hota hay or yeh chezain sirf kamil ilm rakhne wala RahbuAllah he janta hay ka kise waqt mian konsa amal kia jaye to ise faida ho ga ya iska asar kis had tak ho sakta hay. Is trhan amm awam kun ka ise chez say waqfiat nhn rakhte is lie jab who is ilm ko pura jante nhn to ise faida bhe pura hasil nhn kar pate is lie both sare mohabat ka amilyat na kam ho jate han. Kun ka usmain sharait rukh chiragh wagera yeh sab chezon ka logon ko ilm nhn hota to who us taqat say amal mukamal he nhn kar pate.